Album - Jaani Ve
Singer - Neha Kakkar
Composer and Lyrics - Jaani
Music - B Praak
Music Label - T-Series
Film By - Arvindr Khaira
Jinke Liye Lyrics
Tere liye meri ebaadaten wohi hain.
Tere liye meri ebaadaten wohi hain.
Tu sharam kar teri aadaten wohi hain.
Tu sharrm kar teri aadaten wohi hain.
Jinke liye hum rote hain.
Ho jinke liye hum rote hain.
Woh kisi aur ki baahon me sote hain.
Jinke liye hum rote hain.
Woh kisi aur ki baahon me sote hain.
Hum galiyon me bhatakte phirte hain.
Woh samandar kinaaron pe hote hain.
Jinke liye hum rote hain.
Woh kisi aur ki baahon me sote hain.
Paagal ho jaoge aana kabhi na.
Galiyon me unki jaana kabhi na.
Jaana kabhi na.
Hum zinda gaye kareeb unke.
Ab dekho mare huye laute hain.
Jinke liye hum rote hain.
Woh kisi aur ki baahon mei sote hain.
Hathon se khelte honge ya pairon se.
Fhursat kahan ab unko hai gairon se.
Hathon se khelte honge ya pairon se.
Fhursat kahan ab unko hai gairon se.
Unki mohabbaten har jagah.
Woh jo kehte the hum iklaute hain.
Jinke liye hum rote hain.
Woh kisi aur ki baahon me sote hain.
Kabhi yahan baat karte ho.
Kabhi wahan baat karte ho.
Aap bade log ho saahab.
Humse kahan baat karte ho.
Aaj us shakhs ka naam batayenge.
Jaani tha Jaani mile jis kaayar se.
Galti thi chhoti mohabbat kari jo.
Galti badi thi ke kar baithe shayar se.
Aag ka dariya zafa unki.
Har din lagane gote hain.
Jinke liye hum rote hain.
Kisi aur ki baahon me sote hain.
Jinke liye hum rote hain.
Kisi aur ki baahon me sote hain.
Ho jinke liye hum rote hain.
Kisi aur ki baahon me sote hain.
Jinke liye hum rote hain.
Kisi aur ki baahon me sote hain.
ENJOY THE LYRICS WITH ORIGINAL VIDEO SONG
Social Plugin